Main apney dain hath ko har fan maula banaoo gi.
Agar sarak per kanta para hua dekho to us ko utha lo.
Sirf daikh ker hi bohat sa mushahida hasil kia ja sakta he.
Ab wahan koi nahi jata. Wahan bohat bheerh hoti he.
Tasawarat me kho ker me apni tawaja markooz nahi ker sakti.
Mustaqbil wo nahi jo is ke barey me samjha jata he.
Me apney bachoon ko lugat khareed ker nahi doon gi. Un ko bhi meri tarah seekhney ke amal se guzarna ho ga.
Hamari himatain jawab de chuki hein magar phir bhi ham acha waqat guzar rahey hein.
Mere barey me kahi gaye un ki adhay se ziada batein jhoot per mabni hein.
Chawanni ab mazeed athanni ke barabar nahi ho ga.
Phir ye sab kuch naey sirey se kerna ho ga.
Is se us waqt tak jan nahi chootey gi jab tak ke ye waqai mukamal na ho.
Mrs. Lindsay: "Tum bohat achey lag rahey ho." Yogi Berra: "Shukria, magar tum khud zara achi nahi lag rahi ho."
Wo dunia hi kia jo her lihaz se mukamal ho.